Search This Blog

Friday 17 February 2012

Suhana Safar Aur Ye Mausam Haseen(Madhumati)

Song :Suhana Safar Aur Ye Mausam Haseen
Movie : Madhumati
 
Suhana safar aur yeh mausam haseen
p s n3 p n   d2  m   d  d n d p

Suhana safar aur yeh mausam haseen
p s n3 p n   d2  m   d  d n d p

Hamhe darr hai hum kho na jaaye kahin
p  p  s n  s   g   rs  n  r  sn d d     ||Suhana Safar Aur

Yeh kaun hansta hai phoolon mein chupkar
s   rg r s   g  r   s   n3  s    s  rr

Bahar bechain hai jiski dhun par
m m g m p   m  g  r  r  r  g s

Yeh kaun hansta hai phoolon mein chupkar
s   rg r s   g  r   s   n3  s    s  rr

Bahar bechain hai jiski dhun par
m m g m p   m  g  r  r  g  r s

Kahin gungun kahin runjhun
g g   g rr   r r   r ss

Ki jaise nache zameen
s  s  s  s sr  s n3   || Suhana Safar Aur

Oho Oho Oho
pgs pgs pg

Notes for next paragraphs same as above stanza

Yeh gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ki jaise alhad chale pi se milkar
Pyare pyare yeh nazare
nisar hai har kahin || Suhana Safar Aur

Woh aasman jhuk raha hai zameen par
Yeh milan humne dekha hai yahin par
Meri duniya mere sapne
milenge shaayad yahi || Suhana Safar Aur

No comments:

Post a Comment